Search
Nahi Bhi Hai
Ruk toh sakte hai,
Par rukna nahi bhi hai,
Jaana hai,
Par jaana nahi bhi hai,
Dil toh kar raha hai,
Par dil nahi bhi hai,
Mann toh bahut hai,
Par mann nahi bhi hai,
Kashmakash mein uljhe khayal hai,
Kashmakash ka jawab nahi bhi hai.

Comments