Search


Ajeeb Din
Kuch din ajeeb se hi hote hai, Pichli raat se hi apne aane ka andaza de dete hai, Aur jab aate hai, Tab bistar se nikalne ka mann nahin...
Mar 18


Raahein Aur Log
Woh raahein bhi peeche reh gayi, Woh log bhi saath na aaye, Jo dekhte the chaand ko ek saath kabhi, Ab ek dusre ko dekhke raas na aaye,...
Nov 16, 2024


Talaash
Teri khaamiyaan utni hai nahi, Jitni tu sochti hai, Bas chale jo tera, Saari kaaynaat tu badal de. Fir fikar chod udti kyu nahi tu, Jaha...
Jul 11, 2024


Teri Khawaish
Mehki mehki hawa hai, Sard thodi si subah hai, Kya chahta hai tu bol toh, Aaj teri har khwaish mein, Meri raza hai. Kahe tu toh pahaado...
Jun 26, 2024


Ilzaam Aur Galtiyaan
Aaj thoda sa ilzaam khud par hai, Par aaj bhi bahut si galati teri hi hai, Haan, maana ishq ho sa gaya tha, Tune hone diya yeh ilzaam toh...
May 27, 2024


Haar-Jeet
हां, तेरी याद तो आती रहती है, पर हां, अब तेरे होने न होने से कोई फर्क तो नही पड़ रहा है। मेरी तरफ़ से तो कोई जंग तो थी नही, पर शहीद तो...
Feb 27, 2024


Shor Mein Sukoon
Zindagi ke shor mein, Ek jhalak sukoon ki wahi hai, Jo baahari saari awaazon ko shaant kar de, Aur dil ko itna sambhaalkar pakde, Ki...
Jan 13, 2024

Teri Tasveerein
Zamaana ab chitthiyon wala hai nahi, Na hi tune koi chitthi mujhe likhi hai, Na tune teri tasveer mujhe bheji, Par teri tasveer maine...
Sep 3, 2023


Matlab Ke Sapne
Kya matlab tum mujhse milne nahi aa sakte? Kya matlab tum door ho? Kya matlab tum mere baare mein nahi soch rahe? Agar woh sab sach hai,...
May 14, 2023


Kya Karu?
Kitna ishq karu? Hisab se karu? Ya behisaab karu? Karu bhi? Ya na karu? Tujhe bhi karu? Ya khudse hi karu? Tere lafzo se karu? Ya tere...
Apr 29, 2023

Kisika Dil Itna Bhi Mat Todna
kisika dil itna bhi mat todna ki jab woh toote hue tukde sametne jaaye, usse pyaar se hi wafa uth haaye. kisika dil itna bhi mat todna ki...
Apr 12, 2023

Waqt Guzaarna Zaruri Hai
Yeh waqt guzaarna zaruri hai, Jo sabse mushkil lag raha hai, Jo ruka hua sa lag raha hai, Jo uljha hua sa lag raha hai, Jo kabhi socha...
Mar 22, 2023