Search
Dec 4, 2021
Samjhauta / Sauda
Mera kuch na kehne par bhi, Tera sab kuch yunhi samjhna, Ittefak nahi, Samjhauta hai, Kal ka aaj se, Tera mujhse. Tere kuch na kehne par...
Nov 29, 2021
Takdeer
We're captured, In our own rooms, In our own minds, In our own worlds, And in the lines of our hands. That we often forget, The existence...
Nov 26, 2021
Darwaazo Ke Peeche
Tang kamro ke, Band darwaazo ke peeche, Chupe hai lafz, Khaali kitaabo mein kahin. Tang kamro ke, Band darwaazo ke peeche, Dikhte hai...
Nov 11, 2021
Bas Yun Hi
Siyaahi sookhi hai aaj, Likhe toh kya hi likhe hum, Lafz roothe hai aaj, Kahe toh kya hi kahe hum. Awaaz baithi hai aaj, Gaaye toh kya hi...
Nov 3, 2021
Baat Kyu Nahi
Kyu afsos mein kho rahe hai din hum yunhi, Unki baato mein ab woh pehle jaisi baat kyu nahi. Rakhe duniya jisse paydaan pe yunhi, Unke...
Oct 9, 2021
Zindagi
Ek hi toh hai, Zindagi. Aaj hi toh hai, Zindagi. Ab nahi toh kab, Zindagi. Jeeni hi toh hai, Zindagi. Live today because today won't come...
Oct 8, 2021
Yahi/Wahi
Yahi tha fir jo tha, Wahi tha fir jo tha. Kisi khamosh raat mein, Ussi khamoshi mein hui baat mein, Mera tha jo tha, Tera bhi toh tha jo...
Oct 2, 2021
Tum Kya Jaano
Tum kya jaano, Kya khayal hai, Kya jaano tum, Kuch bhi aaj, Na tum jaano, Yeh kyu haal hai, Tum jaano na, Kuch bhi aaj. Kya jaano tum,...
Sep 30, 2021
Safar Ki Shart
Kahin dhoondhne nikli thi, Kuch khud ko, Kuch zindagi ko, Iss dafa ek shart leke, Ki wapas aaungi, Toh khudko saath leke. Song...
Aug 30, 2021
Woh
Aankho hi aankho mein muskura rahi hai woh, Jaane aaj aisa kya hua hai, Usse dekh dekh ishaaro mein bula rahi hai woh, Dekho toh aaj kya...
Aug 29, 2021
Bewajah Lafz
Shayad bewajah uljhi hu mai, Khudke lafzo se, Tumhe agar pasand nahi aate, Toh kabka likhna chod diya hota. P.S.: Just one of the days...
Aug 22, 2021
Haseen
Dekho toh usse, Jhoomte-ghoomte, Pehne chaandbaali haseen, Dabe paav se dabaate, Koi kisse gamgeen. Muskuraahaton ke beech, Khayalo ke...