Search
May 11, 2021
Ichkiyaan Aur Ittefak
Ittefak toh nahi hoga, Inn ishaaro ka yun ek saath aana, Shayad tumhe bhi mile honge kuch, Jugnu raato mein. Ittefak toh nahi hoga, Inn...
Apr 28, 2021
Jahaan
Waise toh hai bada, Saat samundro se bhara, Jahaan yeh. Kaise nahi fir hum juda, Hai ek neele asmaan tale, Jahaan ke. Jaise ho koi wajah,...
Mar 5, 2021
Galat Bhi, Sahi Bhi
Raat ke saaye mein, Kuch bol lafzo pe aaye hai, Fir jaane kyun lagte hai, Galat bhi, sahi bhi. Din ke ujaalo mein, Fir jo hosh mein hum...
Feb 25, 2021
Ajnabi Lafz
Aaj ajnabi hai lafz, Kuch jazbat bhi ajnabi hai, Par khabar hai ek baat ki, Ki padhne wala yahin kahin hai. Kuch jude toh hai khayal,...
Feb 6, 2021
Tere Mere
Lehron se baatein karta hai mera dil, Kuch tere baare mein, Kuch mere. Gaano mein jawab dhundhta hai mera dil, Kuch tere iraado ke, Kuch...
Dec 30, 2020
2 Cup Chai
Chaar degree tapmaan tha, Sang apne chaand aur asmaan tha, Do cup chai thi toh meri, Par mera yeh tumpar ehsaan tha. Ek cup toh maine...
Nov 5, 2020
Untitled / Unended
Beeti hui baato ko, Kyun hum gale se lagaye? Aur ittefaq se jude raasto ko, Kaise hum bhoolte jaaye? Woh dil se kiye vaado ko, Yunhi...
Nov 4, 2020
Khayalo Mein Khayal
Khayalo mein khayal ek, Tera bhi toh hai. Deewano jaisa haal dekh, Mera bhi toh hai. Sawaalo se sawal ek, Mera bhi toh hai. Chaand nahi,...
Oct 19, 2020
Baatein Ankahi
Kashmakash mein aise kuch, Guzare din aur raat hai, Jaane kyu asaani se na, Dikhe koi jawab hai. Fir sawalo ko bhool, Bhatak jaane ka...
Sep 3, 2020
Lag Ja Gale
Woh raat ke daayro mein jhoomte hai, Rangeen gaano par beparwah, Sunte hai taare bhi unhe, Kehte hai, rehna tu, Jaise tu hai, zara, Apna...
Jun 18, 2020
Shehar Ki Baatein
Yeh shehar hume, Kuch yun banaate hai, Jo hum uski baaton mein, Khudko behisaab uljha paate hai. Fir raaste wahi dikhte hai, Poore chaand...
Jun 5, 2020
Subah Se Raat Tak
Subah ke baadlo ki chaao se, Dophar ki dhoop ki raho tak, Shaam ki madhosh baaton se, Raat ke lamho ki baaho tak, Woh ek khayal hai jo...