Search


Winter Warmth
Ya yeh mausam sardi ka hai nahi, Ya yeh garmahat tumhari hai. — Either it’s not winter yet, Or it’s the warmth of you. #writing #winter...
Nov 28, 2018


Takalluf
Ab toh muskurahat bhi takalluf ho gayi hai, Fir kyunki raaste jo na milte the, Ya kahin kho tum gaye the. Ab toh goonjegi galliyon mein...
Nov 1, 2018


Bas Ab Jaane Do
Bas ab toh jaane do, Na koi naya ehsaas aane do, Jo the unhe bhulaane do, Ye dillagi ab mitaane do. Bas ab toh jaane do, Na koi khwaab...
Oct 26, 2018


Muntazir
Kisi ko kehdo idhar dekh le, Bahar aakar ab nikal gayi, Haal kabhi koi puch le, Par ab toh raahe bhi milti nahi. Kehte hai yunhi bas...
Oct 25, 2018


Humari Raahe
Bas yunhi dhal jaata hai din, Idhar udhar tehalte hue, Jaane kyu woh aate nahi, Ab humari galliyon mein. Mod koi naya hai, Yaa raaste...
Oct 24, 2018


Daras
Ek daras mein uske, Dewaane ban jaoge, Laakho chamakte taaro ke beech, Ek chaand ko hi chamakta paaoge. ~ In one look, You’ll fall for...
Oct 11, 2018


Heights Of Sky
Asmaa mein aag hai, Unchaai choone ki abhi, Koi usse bata do, Usse uncha koi hai nahi. ~~~ The sky has fire, To reach heights now,...
Sep 29, 2018


Aasma
Aasma toh yaha bhi waisa hi hai, Jaisa maine socha tha, Hawaoein mein bas jaadu hai, Thoda sa tumhara. Raaste naye se hai, Mod koi galat...
Sep 1, 2018


Mitti Di Khushboo
Woh jo khushboo hai mitti ki, Lehrati hawa le aati hai, Pehli baarish ke baad woh, Kaha chali jaati hai? Ussi tarah jaise, Koi dhun...
Aug 27, 2018


Khumari
Khumari ek nayi si hai, Afeem ki amli jaise, Tishnagi ye bujhti nahi, Pyaas pyaar ki bujhaye kaise? #writing #writer #blogger #blogging...
Aug 25, 2018


Khushnuma
Jab khuda ko awaaz lagayi aaj maine, Toh shayad sunn li thi usne, Tabhi toh aaj aisa, Khushnuma sa sama hai. #writing #absence...
Aug 16, 2018


Yaar
Kehne ko toh yaar hai, Bas zindagi hi kasurwaar hai. Meethi baatein hazaar hai, Kadwe toh bas ishtehaar hai. Yaadein toh gulzaar hai,...
Aug 15, 2018