Search
Apr 21, 2020
Beparwahi
Khamakha zamaane se keh diya kal raat maine, Kyun naraaz hai woh, Aisi meri kya beparwahi hai? Toh zamaana keh gaya, Ki mai badalo ko...
Mar 30, 2020
Khamoshi
Waqt yeh theharta hi nahi, Thehar hum jaate hai, Kabhi raaton mein der tak, Bas yunhi baatein karte jaate hai, Fir jo khamoshi mein lafz,...
Jan 30, 2020
Aaj Dil
Aaj jo dil thoda, Toota toota sa hai, Tujhse zara sa, Rootha rootha sa hai, Chal aa ab ja, Shaamein bahar ke lekar, Ab dekhe toh zindagi...
Jan 3, 2020
Ajnabi Dost
Channd lamho ke saathi, Fir ek shehar mein aa gaye, Pehle ajnabi the, Ab dilo mein kuch aise sama gaye, Ki dhadkan bhi keh rahi hai,...
Dec 16, 2019
Dil Mein Aag
Ek aag si khaul rahi hai, Dillo mein kahin, Dekh lo, Kahin dil raakh na ho jaaye, Jinhe dor di hai, Sambhaalne ko kahin, Dekh lo, Kahin...
Nov 24, 2019
Majboor
Yeh lafz naraaz hai, Aajkal rehte kahin door hai, Fir behla fusla kar bulaaye toh, Kehlaate hume majboor hai. #writing #besthindipoetry...
Nov 19, 2019
Ek Pal
Saugaate raaton ki dher saari baaton ki, Batao aise kaise bhula dein, Ek pal toh tum ho nahi, Fir yeh zindagi tum par kaise luta dein?...
Oct 4, 2019
Chehra
Chehra hai ek shaant sa, Gehra jiska khayal hai, Ishaaro se baatein karein jo, Puche tumhara kya haal hai, Kehdo usse ki aazma le woh,...
Sep 14, 2019
Hararat
Ishq ki aisi hararat hui hai, Jaise sardi mein dhoop ki baarish hui hai, Dil behisab hokar kiske liye nazmein likhta hai, Labon par aaj...
Mar 31, 2019
Saugaat
Dino din raat hai yeh Jo dil ki baat hai yeh, Keh jaaye toh kahin keh na jaye, Buzdil ke zasbaat hai yeh, Aakar fir jo thehar na paaye,...
Dec 12, 2018
Gair Afsaane
Kahin khwajao ki sun li hoti, Toh gair afsaane na hote Aaj fir pyaar ki ibaadat ke baad, Dil sambhalne na hote. Kahin door hi ab, Fasaana...
Dec 2, 2018
Stories
Kahaaniyaan kam ho gayi hai, Ya shayad kirdaar, Kya kare waqt hota hai hi nahi, Ab milkar baatein karne ka. — Either the stories have...